Dear Friends Aaj Ka Important Trick.
Facebook Ki Post Automatic Twitter Par Kaise Share Kare?
Bahut Easy Hai..Mager Apko Kese Ne Bhi Sikhaya Nahe Hoga.
Mager Aaj Apko Zaroor Sekhni Chaheye..
Sub Se Pehle Apna Facebook ID Aur
Twitter Account Koi Bhi Browser Me Login Kare.
Phir Is Link Par Click Kare.
Link Open Hone Ke Bad Apko Apna ID Aur Pages Screen Par
Nazar Ajayega..
Ab Yaha ID Ya Page Jo Bhi Connect Karna Chahte Ho.
Uske Samne Likha Hoga..
⇨ Link To Twitter
Is Par Click Karo..
Phir Automatic Twitter Open Ho Jayega. Aur Apka ID Login
Hoga.
To Waha Pi Neeche Likha Hoga.
⇨ Authorize
Us Par Click Karo.
Phir Ik Page Open Ho Jayega.
Waha Par Neeche Nazar Ayega.
⇨ Save Changes
Us Par Click Karo.
Lo G Apka Kaam Hogaya.
Ab Jab Bhi Aap Facebook Par New Post Karoge.
To Wo Post Automatic Twitter Par B Post Ho Jayega.
To 1 Teer Se 2 Shikaar.

Post A Comment: