⇨ ★♝Jab kabhi hum sabse accidentally Mobile me kuch
important data delete ho jata hai, jaise ki Video, Photos ya
fir koi files, To hume aisa lagata hai ki ab wo data hum
phir se recover nahi kar sakte, lekin Aaj kal technology
itani aage barh chuki hai ki computer ki duniya me kuch
bhi karana possible hai, matalab ki har problem ka
solution available hai, Hum aapko ye batane ja rahe hai ki
Mobile me important data ya file delete hone par usako
kaise recover kar sakte hai,♝
★★★Mobile ka data recover karne ke liye apko basic
jankari honi zaruri hai, Jaise ki Mobile ko USB ke zarye
computer se connect karna, Mobile me USB Debugging
option ko ON karna, aur computer me software install
karna etc★★★
♝★Mobile ka data recover karna bahot hi asan hai, ye
bilkul waisa hi jaise hum computer ki hard disk ka deleted
data recover karte hai, isake liye srif apko kuch software
ki jarurat padegi, Hum aapko yaha par data ko recover
karne ki puri process details se batarahe hai, jise aap
bataye gaye step ke hisab se ache se follow kare kyu ki
data recovery me zara si galti apke data ko humesa ke
liye delete kar sakti hai, So, pehele aap puri process ko
ache se jaan le usake bad hi data recover kare.
⇨Android Mobile me Data ko recover karne ke do tarike
hai, 1. Phone ko Root karke. 2. Without Root.★
⇨★Agar apka phone rooted hai to data ko recover karna
bahot hi asan hai, kyu ki rooted phone ke liye bahot sare
application internet pe maujud hai jisase aap kabhi bhi
apne deleted data ko wapis restore kar sakte hai, Lekin
Hum apko Phone ko Bina root kiye data ko kaise recover
kar sakte hai isaki puri jankari denge.★⇦
⇨Data ko recover karne ke liye bahot sare software hai,
jisame kuch free trail hai aur kuch paid hote jo apko extra
feature bhi dete hai, Lekin aap free trail version bhi use
kar sakte hai,
⇨1. FonePaw Android Data Recovery
⇨2.Recuva Free data recovery
Recuva software ki madad se aap apne Phone ke memory
card ko direct computer me lagake usake data ko recover
kar sakte hai, isake alava aap isase apne computer ki
hard disk ya pen drive ka bhi data recover kar sakte hai,
Simply aapko isaki website se ye software download karna
hai, Fir usako install kar ke Run karna hai,
Jaise hi aap Run karenge to software apko File type ki list
dega, jisame se apko select karna parega ki aap Video,
Picture, Music ya other file mese konse type ki file recover
karna chate hai, Fir apko Location batana hai ki konsi drive
mese recover karna hai, and finally wo scan karke apke
data ko recover kar dega,
⇨3.Wondershare Dr. Fone for Android
Wondershare Dr. Fone specially smartphone maise data
ko recover karne ke liye banaya gaya hai, is liye isame
smartphone ke sabhi type ke data ko recover karne ka
feature available hai, Ye ek paid service hai lekin aap
usaka trail version install kar sakte hai,
Sabse pehle aap Android phone me USB Debugging
Function ON kare.
Fir Wondershare Dr.Fone software ko run kare aur
apne Android mobile ko USB cable se computer me connect
kare.
Ab wondershare apke Android phone ko identify
karlega aur phone ko scan karne lagega.
Process complete hone ke baad wondershare apko
sare deleted data ka option dega, Jisame se aap jo bhi file
type ke data ko restore karna chahte hai use select kare.
Ab wondershare apko us file type ke sare deleted
data show karega aur aap jo file ko recover karna chahte hai
usako select kare, Fir Recover pe click kare.
★★★★★To is tarah aap apne Mobile ke lost ho chuke
data ko wapas restore kar sakte hai, But koi bar kuch data
recover nahi ho pata hai, to isaki koi guaranty nahi hai ki
100% apka data wapas restore ho jayega, kyu ki koi bar
virus aajane nese ya file corrupt ho jane se apka data
wapas restore nahibhi ho sakta hai.
__________________________________

Share To:

101trickspkg

Post A Comment: