Agar Aap Ik Youtuber Hai..Aur Apka Koi Bhi Channel Hai..Aur Aap Apne Channel Par Dosra Owner Add Karna Chahte Hai.
Ya Aap Ne Kese Our Se Channel Khareed Liya Hai Paiso Se.Aur Aap Chahte Hai. Ki Me Us Channel Se Dosra Owner Delete Karo.To Ye Sub Me Apko Bata Deta Ho.
Ya Aap Ne Kese Our Se Channel Khareed Liya Hai Paiso Se.Aur Aap Chahte Hai. Ki Me Us Channel Se Dosra Owner Delete Karo.To Ye Sub Me Apko Bata Deta Ho.
● Dosto Sub Se Pehle To Aap Desktop Mode Me Chrome Browser Me Apna Channel Open Kare.
● Phir Apko Right Side Par Apki Channel Ka Picture Nazar Aayega.Us Par Click Kare.
● Ab Waha Apko Setting Ka Icon Nazar Aayega.Us Par Click Kare.
● Ab Apko Yaha Par
(Add Or Remove Managers)
Par Click Karna Hai.
(Add Or Remove Managers)
Par Click Karna Hai.
● Ab Yaha Apko
(Manage Permission)
Par Click Karna Hai.
(Manage Permission)
Par Click Karna Hai.
Ab Yaha Apko Wo Sub Owners Show Ho Jayenge.Jo Apke Channel Par Add Hai.To Agar Aap New Owner Ko Add Karna Chahte Hai. To Aapko Right Side Par
⇨ +
Is Tarah Ka Option Nazar Aayega. Aap Is Par Click Kare.
⇨ +
Is Tarah Ka Option Nazar Aayega. Aap Is Par Click Kare.
● Ab Yaha Apko Ik Email Box Nazar Aayega.Usme Kuch Aisa Likha Hoga.
⇨ (+Add Name Or Email Addresses)
To Aap Is Box Me Us Shakhs Ka Gmail Wala Email Likhein.Jo Aap Owner Banana Chahte Hai.
⇨ (+Add Name Or Email Addresses)
To Aap Is Box Me Us Shakhs Ka Gmail Wala Email Likhein.Jo Aap Owner Banana Chahte Hai.
● Jab Aap Email Enter Karenge.To Email Se Neeche Likha Hoga
⇨ (Choose A Role)
Us Par Click Kare.
⇨ (Choose A Role)
Us Par Click Kare.
● Ab Apko Yaha 3 Options Mel Jate Hai.Ki Aap Is Shakhs Ko Kya Banana Chahte Hai.
◇Owner
◇Manger
◇Communication Manager
To Aap Agar Isko Full Power Dena Chahte Hai.To Aap (Owner) Par Click Kare.
◇Owner
◇Manger
◇Communication Manager
To Aap Agar Isko Full Power Dena Chahte Hai.To Aap (Owner) Par Click Kare.
● Ab Neeche Apko (Invite) Option Nazar Aayega. Us Par Click Kare.
To Ab Us Email Par Request Send Ho Jayega.Aur Jab Wo Accept Karega Request.To Wo Apke Channel Par Owner Ho Jayega.
To Ab Us Email Par Request Send Ho Jayega.Aur Jab Wo Accept Karega Request.To Wo Apke Channel Par Owner Ho Jayega.
YouTube Channel Par Full Ikhtyar Uske Pass Hota Hai.Jeske Sath (Primary) Likha Hota Hai.Wo Kese Ko Bhi Removed Kar Sakte Hai Channel Se.To Agar Aap Chahte Hai Ki Me Apna Email Bhi Primary Me Add Karo.To Aap Yaha Us Email Par Click Karo.Apko 3,4 Options Mel Jate Hai.Us Me Primary Select Karo.Aur Phir Save Par Click Karo.To Wo Primary Me Add Ho Jayega.
yaad Rahe Ki Agar Aap Ne New Email Add Kya.To Wo Aap 24 Hours Tak Primary Me Add Nahe Kar Sakte.Ok
Post A Comment: