Articles by "YouTube adsens"
Showing posts with label YouTube adsens. Show all posts
Agar Aap Ik Youtuber Hai..Aur Apka Koi Bhi Channel Hai..Aur Aap Apne Channel Par Dosra Owner Add Karna Chahte Hai.
Ya Aap Ne Kese Our Se Channel Khareed Liya Hai Paiso Se.Aur Aap Chahte Hai. Ki Me Us Channel Se Dosra Owner Delete Karo.To Ye Sub Me Apko Bata Deta Ho.
● Dosto Sub Se Pehle To Aap Desktop Mode Me Chrome Browser Me Apna Channel Open Kare.
● Phir Apko Right Side Par Apki Channel Ka Picture Nazar Aayega.Us Par Click Kare.
● Ab Waha Apko Setting Ka Icon Nazar Aayega.Us Par Click Kare.
● Ab Apko Yaha Par
(Add Or Remove Managers)
Par Click Karna Hai.
● Ab Yaha Apko
(Manage Permission)
Par Click Karna Hai.
Ab Yaha Apko Wo Sub Owners Show Ho Jayenge.Jo Apke Channel Par Add Hai.To Agar Aap New Owner Ko Add Karna Chahte Hai. To Aapko Right Side Par
⇨  +
Is Tarah Ka Option Nazar Aayega. Aap Is Par Click Kare.
● Ab Yaha Apko Ik Email Box Nazar Aayega.Usme Kuch Aisa Likha Hoga.
⇨ (+Add Name Or Email Addresses)
To Aap Is Box Me Us Shakhs Ka Gmail Wala Email Likhein.Jo Aap Owner Banana Chahte Hai.
● Jab Aap Email Enter Karenge.To Email Se Neeche Likha Hoga
⇨ (Choose A Role)
Us Par Click Kare.
● Ab Apko Yaha 3 Options Mel Jate Hai.Ki Aap Is Shakhs Ko Kya Banana Chahte Hai.
◇Owner
◇Manger
◇Communication Manager
To Aap Agar Isko Full Power Dena Chahte Hai.To Aap (Owner) Par Click Kare.
● Ab Neeche Apko (Invite) Option Nazar Aayega. Us Par Click Kare.
To Ab Us Email Par Request Send Ho Jayega.Aur Jab Wo Accept Karega Request.To Wo Apke Channel Par Owner Ho Jayega.
YouTube Channel Par Full Ikhtyar Uske Pass Hota Hai.Jeske Sath (Primary) Likha Hota Hai.Wo Kese Ko Bhi Removed Kar Sakte Hai Channel Se.To Agar Aap Chahte Hai Ki Me Apna Email Bhi Primary Me Add Karo.To Aap Yaha Us Email Par Click Karo.Apko 3,4 Options Mel Jate Hai.Us Me Primary Select Karo.Aur Phir Save Par Click Karo.To Wo Primary Me Add Ho Jayega.
yaad Rahe Ki Agar Aap Ne New Email Add Kya.To Wo Aap 24 Hours Tak Primary Me Add Nahe Kar Sakte.Ok

Bahot Friends YouTube Channel Bana Daty Han . Laken
Osy Adsense Say Connect Nehe Kar Sakty . Aur Pechly
Dino Say Bahot Friends Yeh Kah Rahy Hai K YouTube
Channel Ko Kasy Adscene Say Connect Kary . Tu Ajj Ham
Apko Batany Jaa Rahy Han K Kasy YouTube Channel Ko
Adsense Say Connect Kary .
Sab Say Pakhly Apny YouTube Channel Ko Open Kary
Aur Right Side May Apny Profile Par Click Kar K YouTube
Setting Ko Open Kary .
Is K Baad Apny Channel K Account Settings May Jaye
. Aur Wahan Pakhly Option Overview May Jaye .
Phir Apko Yahan Nechy Ek Option Nazer Aye Ga
View Additional Features Par Click Kary .
Is K Baad Apko Blkl Bech May Ek Option Nazer Aye
Ga Monetization , Is K Samny View Monetization
Setting Ko Open Kary .
Is K Baad Apko Kuch Our Options Ayengy Is May
Apko How Will I Be Paid Par Click Kary . Is K Baad
Apko Nechy Likha Hoga Associate An Adsense
Account Par Jaye .
Is K Baad Apko Monetization Ka Page Open Ho
Jayega . Yahan Par Bahot Sary Options Hongy Laken Apko
Nechy Next Par Click karna Hai .
Ab Apko Google Adsense Ka Page Open Howa .
1st Step:-
Yahan Par Ap Say Yeh Pochy Ga K Apki Gmail Account
Yahi Hai . Tu Apko Yes Karna Hai .
2nd Step:-
Yahan Par Apko Ayega Tell Us About Your Content
Yahan Par Ap K YouTube Channel Ka Link Hoga Aur Apko
Nechy Language Select Karny K Baad Continues Karna Hai
.
3rd Step:-
Yahan Par Apko Ayega Submit Your Adsense
Application
Yahan Par Apko Sary Information Dany Hai .
Yahan Par Ek Option Ayega Payee Name Par Ap K Bannk
Account Ka Name Likhna Hai .
Nechy Apko 2 Options Ayengy Is May Apko
Choose What Emails Google Adsense Send Me . Par
Check Lagaye . Aur Nechy Apko Jo Options Achy Lagy
Select Kary Aur Submit My Application Par Done Kary .
Process Complete Hony K Baad App Khud Hu Apny
YouTube Channel Par Forward Ho Jayengy . YAHAN Par
Apko Uper Green Bar May Ek Msg Likha Hoga .
Your Adsense Application Has Been Submitted As Being
Reviewed . You Will Receive An Email Regarding The
Status Of Your Application Wthin About A Week.
Aur Nechy B Apko Mukhtalif Msgs Hongy K Submitted
Adsense. Ab Nechy Apko Videos Manager May Ap Videos
Par Ads Laga Sakty Han .
Is Method Say Ap Adsense YouTube Channel Par Laga
Sakty Han .